yaad tak na aayi
itni shiddat se chaha jisko
usko to hamari yaad tak na aayi
jab hothon par humare naam tha unka
tab unki zuban par hamari baat tak na aayi
unki salaamati ki dua karte the jab
tab unke dil se bad dua ki khairaat tak naa aayi
itni shiddat se chaha jisko
us insaan ko hamari yaad tak na aayi.......
»»»»»»»»»»»»»»»»»»»»»»»»»»»»»»»»»»»»»»»»»»»»»»
Kirdar badal gaye,ab badli si ye kahani hai,
Zindagi me mithaas thi ab zeher ka paani hai,
Mere zakhmon par marham na lagaao,
Mere paas bas yahi ek us ke pyaar ki nishani hai

0 comments:
Post a Comment