THOUSANDS OF FREE BLOGGER TEMPLATES »
 

Friday, February 1, 2008

और भी गम है दुनीया में मोहबत के सीवा गालीब

kehete hai shayara ashiq mizaz hotein hai
dil ke dard ko kalama se utarate hai
khuda ki aashiqui pe khudahi rotein hai
gam ke sailaba mei dooba doob maratein hai
khuda to dooba maratai hai
satha mai kahi aauronko duba detain hai
duniya bhi ro detihai
ke aashiq ka janaja hai..!
are aashiq.... !
kya paya tune...gara piroyan kucha labjonko
kalama ki dharapar..
gara bahaya kucha bundono ko
ankhonke thara par
kabhi uthakara dekha kalam un bachchonke naam par
jo bikharajatein hai jindagi ki kagar par..!
bahakar dekha aasun un bhooke nanage cheharonpar
jo dhulatein hai sirf barishake bundon par..!
savara kara dekha ek bachapana
sakara kara kisi ek ka sapana
ek bara dil ko tokana
phira tatolana...!
kya mohabbat hai...??? kya jindagi hai॥???

0 comments: